sir humko lagta hai sabhi kaam ka fal hota hee hai action reaction pair.isiliye acche karm (dharm yukt karm) karein swarth(selfishness) ko chor ke toh hum moksh pa sakte hai kyunki sabhi log 2 raste pai chalte hai kabhi dharm yukt marg toh kabhi adharm yukt marg jiske + aur - kar dete hai aur zero ho jaate hai unka koi itihaas nahi hota lekin jo sirf ek raste pe chalta hai unko success milta hai .yadi koi sirf sach ka raasta pe chalta hai toh unko moksh prapti hoti like Ram ji ,krishna ji ,aur abhi jaise premanand maharaj (thoda sa bhi maane toh hai unka 1 roop 1 raste pe baki bageshwar dhaam wala dhongi 2 rasta pe chalta hai unka koi moksh nahi hoga .meera bai ka bhajan jo hai -prem ke rang mai aise doobi ban gya ek hee rooop kunki ek raste chale dharm ke raste pai aur yaha swarth ka koi itihass nahi hai .conclusion >1 raasta >1 roop>daily practise then we will near moksh .hum moksh 10 minute mai paa sakte hai hum jab aaj ek chota sa acche karm kiye toh humko usi samay ek chota sa moksh ka ansh(portion) milega .it is similar like success is not destination but small small journey towards goal(moksh).jai bhagwan .plzz correct me where i m wrong .jai bhagwannnn
@ariffarooqui4692