Ganesh bhagwan ki jai
Radha Radha 🙏
Thanks for this amazing video 🙏
Shakar nahi gud use karte hai ganesh ji k liye
Radhe Radhe mera ek prashan hai guruvaar vrat udhyapan ke baad fir hum dubara kabse vrat utha sakte hai
Agle din shaniwar h to chauki kb htayen?rat ko hta skte h?
Ye vrat nirjala hota h ya kuch kha sakte hai kya
Till ka kuch bnana hi jota ya ...ik katori mai till gur mix kar k rakh ly parsad mai
Rat ko kya khaye vrat kholne k bad
@sabitaagrawal3925