Wow!! Very well said prabhujiππ
We got it...hare Krishna prabhuji
Ye bahut achhi baat kahi hai Prabhu ji ne ππ»
100% correct
M andhbhakto pe bahut chidta hu or modi ke rules ke against hu. Iska mtlb ye hua ki m hindu nhi hu... Bilkul galat soch h logo ki... Ye bhai sahab ki baate m bahut dhyanpurvak sunta hu sari bate tarko ke aadhar par hi bolte h ...bahut badhiya bhaiyya jii aise hi hindu sahi hindu naa ki duare dharmo se ghrina karne wale. Jay bheruji..,π
ji mai bhi yahi sochta thaπ
Science and spirituality is the difference π
Bilkul sahi ππ
Be rational, keep doing questions doesn't matter it is science or dharma or vedas or anything else!!
π§‘
Vo sach ko explain karta hai isse aapko problem nahi honi chahiye prabhu ji Vese bhi iskcon kitna bhala hai aajkal sab janne lage hai dhire dhire
Sir aapse request jis app me 18 puranas 4 Vedas hai usme plz app Garg sahita rakhiya jisme shri radha krishna ka pura chritra hai ..baki aap ka app veducation bahut badiya hai mujhe nayi nayi jankari milti hai.bas meri yahi prathana hai ki aap sanatan dharm ka khuv prachar prashar kare taki batke hue log sanatan dharm me aaye matlab ki ghar wapsi kare..Jai shree Sita Ram π©π©π©π©π©π©π©π©.. sanatan dharm ki Jai π©ποΈποΈποΈποΈπ©ποΈπ©ποΈπ©..
ππ
Hey prabhu!! Mai science student hu,apka video dekh kr muze bhi andhbakt banao!@
πππ―π―π―π―ππππ»
Aapki boss book bahot pasand aaiππ» Ek question tha jiska answer sahi se nahi mil rhaβ¦ ahinsa parmo dharam is shlok ko kuch log aaj kal adhura bata rhe hain.. kehte hain poora shlok βahinsa parmo dharma, dharma hinsa tathevchaβ hai.. aur kuch kehte hain ye bus kisi film aya hai ya kisi prawachn me bataya gya haiβ¦ kafi log ispe alag alag reels bhi bana rhe hain..Kya sahi hai? kahan padh sakte hain. Kya aapne jaisa Ramayan pe videos banaya hai alag alag purano aur scriptures se dekhkar ispe bhi bana sakte haiβ¦ ispe prakash dalen.
Hare Krishna pr Please make video on Ravishankar guruji,as he claims as avatar of Krishna,
Hindu hi to sabse zyada bolte rehte hai ki hmara dharm scientific hai Ab dava kiya hai to bhugto aur uttar de
Kya yog krne ke bhi niyam h main koshish krti hu aajib se thought aane lgte h
@Veducation